Khamohsi

Aksar baat karne ki kosish main Zubaan Khamosh kyu nahi reh jaata

Kyu nahi gum main asoon nikalte nahi

Kya duniya ki aagosh main yese sawaar hui

ki angaar baraste hain asoon nahi

Kya aise haalaat sahi

kya sirf angaare hi ankhon ka ujala bankar rahe

Aur awaaz uski asoon

Ek baar sirf tum meriĀ  nami bhari ankhon ko hi meri pechaan banao aur usi main meri baaton ki nishaani rakhna